top of page

He guruvar

  • Writer: Gurkirat Singh
    Gurkirat Singh
  • May 15, 2024
  • 1 min read

Aap hi ki kripa se mera ye sansaar chale,

Ye mahabhut chalen ye brahmand chale,


Aap hi Shiv hain mere nath hain,

aashirwaad aapka jo mere saath hai,


Is andhkaar ko deni maat hai,

Aapka saath hai toh phir darne ki kya baat hai.


He guruvar


Aisi den patrta ke ho na koi bhul kabhi,

Bhatakjaun mein agar toh khich laye aapki lagi,


Ye prem ka jo taar juda, juda rahe mein Rahu na rahun,

Aashirwad aapka bana rahe mein jaha kahin bhi hun.

 
 
 

Recent Posts

See All
Teri meri yaari

Ye Chandrama ki kirno sa tera chehra jagmagaye, Kitni sundar ho tum mujhe phirse bata jaye Tera ye halka sa muskurana, Jaise kadakti...

 
 
 
Kuch Baatein [Hindi]

Kuch Baatein Hain, Jo tumhare saath sanji kar na paya Dil mein Jo Kuchh Bhi tha, Woh Baya kar paya Shayad tum aankhon se pad lete Toh aaj...

 
 
 
2022

I wrote this poem on a very special occasion in 2022. This is dedicated to my Guru and Gurumaa ❤️❤️❤️ Aap dono ko dekh mann mein ek...

 
 
 

Comments


About Me

yogi with beard the a head bun sitting in the Himalayas in front of a river..jpg

DevOps Engineer turned yogi sharing his experiences of life.

Thanks for submitting!

Your life is 100% your responsibility.

Thanks for submitting!

Kirat.me. Powered and secured by Wix

bottom of page